Positive Thought Shayari




Koi nahi ruktaa is zindgi me kisi k liye

Sab yuhi chalte rahte he

Kaun detaa hai umar bhar ka sath

Log to janaaze me bhi kandhe badalte rahte hai…

Kuch Yaadein Shayari





Din tere khayal me guzar jata hai,

Raat ko bhi tera hi khayal aata hai,

Kabhi ye khayal iss kadar badh jata hai,

Aaine mein bhi tera hi chehera nazar aata hai …

Shayari on Beautiful Girl





Hazaron Me Ek Lajwab Hai Hum

Kitne Haseeno Ka Khwab hai Hum

Mahobbat Kya Hai Tumko Bhi Sikha Denge

Tere Har Sawal Ka Jawab Hai Hum.

Sharabi Shayari SMS

Sharabi Shayari
Kabhi aansu kabhi khushi dekhi,
Humne akshar majburi or bekasi dekhi,
Unki naarazgi ko hum kya samjhe,
Humne khud apni taqdeer ki bebasi dekhi…

Bewafa Shayari in Hindi

Sharabi Shayari
Hasane ke baad kyu rulati hai duniya,
Jaane ke baad kyu bhulati hai duniya,
Zindgi me kya koi kasar baaki thi,
Jo mar jaane ke baad bhi jalati hai duniya…

Love Shayari in English

Bewafa Shayari
Tere Her Dukh Ko Apna Bana Lu,
Tere Har Ghum Ko Dil Se Laga Lu,
Mujhe Karni Aati Nahi Chori Warna,
Mai tere Aankho Se Har Aansu Chura Lu…

Missing You Shayari

Missing You Shayari
Jaha dekhu samne nazaar ati ho tum,
Pyaar ki parichayiyo se hamesha yaad ati ho tum,
Mere Khwaboo ki duniya me rehti ho tum,
Mere pass ake muskurati ho tum,
Mohabat ki in raho me ake tadapati ho tum,
Pyaar hume de kar door cheli jati ho tum…

Bewafa Shayari SMS

Bewafa Shayari
Duniya me koi kisi ke liye kuch nahi karta,
Marne wale ke saath har koi nahi marta,
Are Marne ki baat to door rahi,
Yaha to zindgi hai phir b koi yaad nahi karta…

Send Me SMS in Hindi

Sher Shayari
Diya hai upar wale ne mobile
tou thoda yaad tou kiya karo,
Baat karo ya na karo aap ki marzi,
Par dil se doo chaar sweet se msg to kiya karo..

Sad Love Shayari in Hindi

Shayari
Badalna aata nahi humko mausmon ki tarah
Har ek rut mein tera intejar karte hain
Na tum samet sakogi jise qyamat tak
Kasam tumhari tumhe itna pyar karte hain…

Shayari on Pyar

Love Shayari
Jise dil ki kalam or
baose ki ink kahete hai
Jise lamho ki kitab or yaado ka
cover kahete hai
Yahi wo subject hai jise
Log pyar kahete hai…

Meri Zindagi…

Love Shayari
Meri Zindagi Ek Band Kitab Hai,
Jise Aaj Tak Kisi Ne Khola Nahi,
Jisne Khola Usne Padha Nahi,
Jisne Padha Wo Samjha Nahi,
Aur Jo Samaj Saka Wo Mila Nahi…

Romantic Shayari SMS

Sharabi Shayari
Na Jane Kab Wo Haseen Raat Hogi,
Jab Unki Nigahe Humari Nigaho Ke Saath Hogi,
Baithe Hai Hum Uss Raat Ke Intezaar Me,
Jab Unke Hontho Ki Surkhiya Humare Hontho Ke Saath Hogi.

Bewafa Shayari SMS

Dard Shayari
In phoolo me ab to mehek hi nahi hai,
In raaho ki ab koi manzil hi nahi hai,
Kar leta mai mom agar koi patthar dil hota to,
Par yaha to kisi me insani dil hi nahi hai…

New Year Shayari

New Year Shayari
Old year sabse ho raha hai dur,
Kya kare yahe hai kudrat ka dastor,
Purane yaadein sochkar udas na ho tum,
Naye saal aayahe chalo…
Dhoom machale, dhoom machale dhoom…

Broken Heart Shayari SMS

 Bewafa Shayari
Humare aansu wo jaan na sake,
Mohobbat ki kahani wo maan na sake,
Kaha tha unhone marne k baad b yaad karenge,
Jeete jee to wo yaad kar na sake.

Love Shayari in Hindi

Shayari for Facebook
Haste dilo me gham bhi hai,
muskurati aankhe kabhi nam bhi hai,
dua karte hai aapki hansi kabhi na ruke,
kyunki apki muskurahat ke deewane hum bhi hai…

Shayari for Friends

SMS Shayari
Manzile insan ke hausle aazmati hai,
Sapno ke parde aankho se hatati hai,
Kisi bhi baat se himmat na harna,
Thoker hi insan ko chalna sikhati hai…

SMS Shayari in Hindi

SMS Shayari
Tum dil se hamein yon pukara na karo,
Yon tum hamein ishara na karo,
Door hain tumse ye majburi hai hamari,
Tum tanhaiyon mein yun tadpaya na karo…

Inspiring Shayari on Life

SMS Shayari
Har Sapna Khushi Pane Se Pura Nahi Hota,
Koi Kisi K Bina Adhora Nahi Hota.
Jo Chand Roshan Karta Hai Rat Bhar Sab Ko,
Har Raat Woh Bhi To Poora Nahi Hota…..!